Enter your keyword

Saturday 16 March 2019

Woh Itnay Meethy Wa'aday Kar Gyaa Hai

No comments :
Woh Itnay Meethy Wa'aday Kar Gyaa Hai,,

K Bistar Chontiyon Se Bhar Gyaa Hai..!!

Woh Itnay Meethy Wa'aday Kar Gyaa Hai

Friday 15 March 2019

Main Us K Samny Mohsin Hansa E Aisa Tha

No comments :
Wajood Uska Ashkon Mein Dhal Gya Saara,,

Main Us K Samny Mohsin Hansa E Aisa Tha..

Main Us K Samny Mohsin Hansa E Aisa Tha

Thursday 14 March 2019

Tu Samajhta Hai Gar Fazool Mujhe

No comments :
Tu Samajhta Hai Gar Fazool Mujhe,,

Kar K Himmat Zra Sa Bhool Mujhe.!!

Tu Samajhta Hai Gar Fazool Mujhe

Wednesday 13 March 2019

Hum Ne Kisi Bhi Khatt Pe Bharosa Nahi Kiya

No comments :
Koofy K Bad Aisa Hawa Dil Mein Chal Pari,,

Hum Ne Kisi Bhi Khatt Pe Bharosa Nahi Kiya..



Tuesday 12 March 2019

Main Ne Jitna Tumhen Btayaa Tha

No comments :
Main Ne Jitna Tumhen Btayaa Tha

Log Utnay Zaleel Hain K Nahi

Main Ne Jitna Tumhen Btayaa Tha

Aa To Jaaun Magar Tumhary Khatt

No comments :
Aa To Jaaun Magar Tumhary Khatt,,

Ehl e Koofa Se Boht Milty Hain..


Monday 11 March 2019

Laakh Rokoon Magar Nahi Rukty

No comments :
Laakh Rokoon Magar Nahi Rukty,,

Hoo Bahoo Aap Par Gaye Aansu..

Laakh Rokoon Magar Nahi Rukty

Sunday 10 March 2019

Tujh Ko Chaaha To Phir Auqaat Se Barh Kar Chaaha

No comments :


Paaon Phelaaye Tou Dekhi Nahi Chaadar Hum Ne,,

Tujhko Chaha Tou Phir Auqaat Se Barh Kar Chaaha..

Tujh Ko Chaaha To Phir Auqaat Se Barh Kar Chaaha

Thursday 4 October 2018

Apny Yousuf Ko Zulaikha Ki Trah Tum Bhi Kabhi

No comments :
Apny Yousuf Ko Zulaikha Ki Trah Tum Bhi Kabhi,,

Kuch Haseenon Se Mila Do to Maza Aajaye.

Friday 3 November 2017

Ishq Youn Hi To Nahi Hai Tery Multan K Saath

No comments :

Ishq Youn Hi To Nahi Hai Tery Multan K Saath


Ishq Youn Hi To Nahi Hai Tery Multan K Saath,,

Shams K Shehr Mein Kuch Shams Numa Rehty Hain.

Thursday 24 November 2016

Nazar Andaaz Karny Lagy Ho by Perwish Pari

No comments :
Nazar Andaaz Karny Lagy Ho by Perwish Pari

Nazar andaz krne lage ho
yaa bhul gay ho sab baten,

zara mujhe dakh to sahi
kitna takleef deta he mujhe,
tera dakh k bhi naa dekhna..


************************
kabhi nazar daal mere Dil k aangan me,
har deewar bhari he tere naam se...

***********************
jis khuda k pass lot k jana he us k leye tune bnaya kya he ,
aye insan jahan lotna he tumhen us manzil ka to soch kbhi, 
wo manzil naa paise ki naa pyaar ki 
agar dil m khof e khuda he to manzil tere pass he... 
***********************
zaruri nahen jo m chahun wo mily mujhe jo na mil saka 
wo mera naseeb door e raho par ehsas ho ,ese pas ho jese dil ho tum..
***********************
kal se naa yad aae me naa baat krne ki zehmat ki tumne me ye soch k chup rahi k shayad aaj tuu khud e yaad krly mujhe..
***********************
zindagi ko jo sochne bethun to ek sawal he 
jo jene lagun to jawab he..
***********************
har bar kaha he tumhe yaad aty ho,
aaj dil ki zid he tum yaad kro mujhe..
*************

Urdu Poetry by Perwish Pari

Urdu Poetry by Perwish Pari

Urdu Poetry by Perwish Pari

Urdu Poetry by Perwish Pari

Urdu Poetry by Perwish Pari

Urdu Poetry by Perwish Pari


نہیں جانتی میں کیا ہے میرے ہاتھ کی لکیروں میں
بس یقین ہے اس خدا پہ جو کبھی اپنے بندے کا برُا نہیں چاہتا
Urdu Poetry by Perwish Pari

Thursday 17 November 2016

Ye Jo Multan Se Mohabbat Hai

No comments :
Ye Jo Multan Se Mohabbat Hai,

Ye Meri Jaan Se Mohabbat Hai.. :P

Ye Jo Multan Se Mohabbat Hai

Saturday 12 November 2016

Dil Sulagta Hai Tery Sard Ravaiye Se - Sardi Urdu Poetry

No comments :
Dil Sulagta Hai Tery Sard Ravaiye Se - Sardi Urdu Poetry

Dil Sulagta Hai Tery Sard Ravaiye Se - Sardi Urdu Poetry, Winter Urdu Poetry, Poetry on sardi, Thand, Winter, Sard

Thursday 3 November 2016

Chal Pary Hain Hum Jaany Kin Raahon Mein By Sadaf Siddiqi

No comments :
Chal Pary Hain Hum Jaany Kin Raahon Mein By Sadaf Siddique


Chal pade hai hum jaane kin raaho me
na raaste ka pata hai na manzil
bas kuch yaadein hai jinke sahare hum chal rhe hai
kya pata kya hoga haasil

na koi jazbaat hai na koi ehsaas
nazre ghumaake dekho to koi nahi hota paas
bandh aankho se dikhte hai wo har jagah
par jab aankh khulti hai to sab dhundhla jata hai kuch is tarah
kya pata tha zindagi me aisa bhi ek waqt ayega
jo hoga itna mushkil
bas kuch yaadein hai jinke sahare hum chal rhe hai
kya pata kya hoga haasil

khudko samajhte the hum sabke azeez
jab hote the sab saath hamare
aaj dikhi apni auqaat
jab kar liye sabne humse kinaare
jis chehre pe hasi ke siwa kabhi kuch na aya
aj usi chehre pe hai maayusi ka saaya

chal pade hai hum jaane kin raaho me
na raaste ka pata hai na manzil
bas kuch yaadein hai jinke sahare hum chal rhe hai
kya pata kya hoga haasil.

Gham K Manzar Sy Juray Aor Bhi Manzar Dekho by Ambreen Sidra

No comments :
Gham K Manzar Sy Juray Aor Bhi Manzar Dekho by Ambreen Sidra

غم کے منظرسے جڑے اور بھی منظر دیکھو .
میری آنکھوں میں بپھرتے یہ سمندر دیکھو.

کعبہء دل کو گرانے کوئی لشکر آیا .
کیا ابابیلوں نے برساۓ ہیں کنکر دیکھو.

جان باقی ہے نہ دھڑکن نہ ہی سانسوں کی صدا ...
لے گیا چھین کے سب کچھ وہ ستمگر دیکھو.

غم رلاۓ نہ خوشی اس کو خوشی دے کوئی ..
کون پتھرایا مری ذات کے اندر دیکھو.

ایک ضد تھی وہ زلیخا کی محبت تونہ تھی ..
ایک بہتان کی زد پر تھا پیمبر دیکھو.

آخری ہے یہ سفر جس پہ چلی ہو سدرہ ..
آخری بار مجھے دیکھو پلٹ کر دیکھو

امبرین سدرہ

*****************************************************************

غزل
آنکھوں سے جو اشکوں کی یہ برسات ہوئی ہے .
پھر آج ترے غم سے مجھے مات ہوئی ہے .
ہمراہ ستاروں کے بھٹکتی ہوئی نیندو ..
اب لوٹ بھی آؤ کہ بہت رات ہوئی ہے
دوران_سفرمرگیا امید کا سورج.
اک دشت_حوادث میں مجھے رات ہوئی ہے .
کیا پیارکوئی جادونگر ہے یہ بتاؤ .
جو میری خوشی نذر_طلسمات ہوئی ہے
وہ تم تھے کہ سدرہ تھی کہ تھا وہم کا سایہ .
معلوم نہیں کس سے ملاقات ہوئی ہے .
امبرین سدرہ

**************************************************************
روح سے جسم باندهنا ہے مجھے
سانس زنجیر کر رہی ہوں میں


Submitted by: Ayesha Rani